Arijit Singh is back with a bang once again with his latest song Dhokha starring Khushalii Kumar, Parth Samthaan & Nishant Dahiya as main leads. It is a beautiful track based in the exotic deserts of Rajasthan with lavish locations and stunning costumes. Manan Bhardwaj is the composer of its music and he has also penned the lyrics. Dhokha by Arijit Singh has been made under the musical label of T-Series.
Dhokha depicts the story of three major characters ‘ Heera, Reva aur Rawal Sa.’ Around 3 years back Heera (Parth Samthaan) got backstabbed by his lover Reva (Khushalii Kumar) and he got bail after spending three years in prison by Rawal Sa (Nishant Dhaiya). It turns out that Rewa was getting married to Rawal Sa but in the end she leaves him and comes back to Heera.
Arijit Singh Dhokha Lyrics Written Full Song
Dil Se Chahne Ki Mujhe
Saza Dete Ho
Main Rota Hoon Aur Tum
Maza Lete Ho
Teri Shikayat Kar Doon
Tujhko Gale Laga Kar
Teri Shikayat Kar Doon
Tujhko Gale Laga Kar
Teri Galtiyon Ko Phir Se
Jaaun Tujhko Samjhakar
Main Ja Raha Hoon Door
Tum Awaz Dogi Kya
Main Ja Raha Hoon Door
Tum Awaz Dogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Also watch : Ek Tu Hi Toh Hai song lyrics and video featuring Arjun Bijlani and Sana Makbul
Jab Dil Mein Dua Nahi Hai
Namaz Dogi Kya
Jab Dil Mein Dua Nahi Hai
Namaz Dogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Tune Jis Tarah Se Loota
Aahat Bhi Na Hone Di
Haan Tune Jis Tarah Se Loota
Aahat Bhi Na Hone Di
Mujhe Apna Nasha Karaya
Aur Aadat Bhi Na Hone Di
Mujhe Apna Nasha Karaya
Aur Aadat Bhi Na Hone Di
Kitna Loota Hai Tumne
Tum Hisaab Dogi Kya
Kitna Loota Hai Tumne
Tum Hisaab Dogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Kaise Chhodun Main Tumko
Tum Jawab Dogi Kya
Kaise Chhodun Main Tumko
Tum Jawab Dogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Haan Kitne Khanjar Peeth Pe Meri
Ginkar Toh Batao
Dhayan Se Gin’na Bewafa
Kahin Ginti Na Bhool Jaao
Dekhna Hai Humko
Tum Mere Dil Ke Andar Aao
Chaukna Mat Jab Andar
Tum Apni Tasveer Paao
Jala Doon Jo Tasveer Teri
Udaas Hogi Kya
Jala Doon Jo Tasveer Teri
Udaas Hogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Jab Dil Mein Dua Nahi Hai
Namaz Dogi Kya
Jab Dil Mein Dua Nahi Hai
Namaz Dogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Tera Naam Dhokha Rakh Doon
Naaraaz Hogi Kya
Kahaani Boori Nahi Thi Ishq Ki Mere
Bas Tere Jaise Kuchh Kirdaar
Dhokhebaaz Nikle