Top 10 Shayri by Anuj Kapadia aka Gaurav Khanna in Anupamaa TV Serial – Full Details

Since Anuj Kapadia aka Gaurav Khanna entered in Anupamaa TV serial on Star Plus, it is reaching new heights on TRP charts every week. Viewers are loving him because of his amazing romantic love story with Anupama aka Rupali Ganguly and also the beautiful shayri’s he delivers in most of the episodes. The writers have done a fantastic job for writing such amazing dialogues and shayri’s for Anuj’s character and due to this he is gaining a lot of hype on the social media, especially among female audience.

Anuj Kapadia 10 Best Shayri Written

Here are the 10 best Shayri’s ‘Anuj Kapadia’ said since his arrival in Anupamaa TV serial :

1. Aana jaana sab kismat hai
Khoona paana sab kismat hai
Sabse gehra dard hai dil ka thikana
Yeh bhi toh sab kismat hai

2. Aasmaan se ek tukda humne chura taqdeer li
Sabki nazron se chupa tasveer ki tasveer li

3. Karam bhi ajeeb se hai zamaane mei
Aakhir woh aa hi gye humare iss gareeb khaane mei

4. Ek ladki kitne saalon mei lehron se milne aayi hai
Lehron aur uski baaton ke beech aana thik nahi
Jo apni khatir mila ho usse woh waqt churana thik nahi
Kayi baras mei chhayi hai kadi dhup pe chhav ki aahat
Kayi baras mei aayi hai ret mei uske paav ki aahat
Iss mulaqat mei saath mei chalne layak bas tanhai hai
Ek ladki kitne saalon mei lehron se milne aayi hai

5. Jo mita bhi de aur jala bhi de aisa vyapaar nahi karna tha
Mitti ka diya hu mujhe shama se pyaar nahi karna tha

6. Kitne saalon mei kismat aakhir humpe muskai hai
Roz apne aap ko jagate the aaj woh jagane aayi hai

7. Jo log tanha hote hai
Woh bade gharo mei nahi raha karte
Kyuki bade gharo mei tanhai ka asar zyada rehta hai

8. Mausam adhure ishq ka jo pehle se sar tha
Ab aur gehra ho gya jo seene mei dard tha

9. Sharam aati hai mujhe par mei mar nahi sakta
Woh ruswa hoti hai saamne mere par chah kar bhi mei kuch kar nahi sakta

10. Aaj humara ek rang hai bhool gaya dil duniyadaari
Aaj jalegi duniya hai saari lagta hai saalon se ki thi aaj ke din ki hi taiyaari
Aaj toh apna dil malang hai aaj humara ek hi rang hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *